An enigmatic piece of work for the trailblazers of the society...
yeh jo jeevan ki kashti hai..ek raasta nahi...
dho raah hai..
Pahla raasta bahoot hi aasan hai
issme koi modh nahi hai
ye raasta
iss duniya se bejodh nahi hai
iss raaste par milte hai
reetho ke aangan
iss raaste par milte hai
rishto ke bandhan
iss raaste par chalnewale
kahne ko sabh kuch paate hain
lekin
tukde tukde hokar
sab rishto mein bannt jathe hain
apne palle kuch nahi bachta
bachti hai
benaam si uljhaan
bachta hai
sanso ka eindhan
jisme unki apni har pahchaan
aur unke saare sapne
jal bhujte hain
iss raaste par chalnewale
khudh ko khokar jagh paate hain
upar upar tho jeete hain
andhar andhar mar jaate hain
Doosra Raasta
bahoot hi katin aur dumthod hai
iss raaste mein
koi kisi ke saat nahi hai
koi sahara dene wala haath nahi hain
iss raaste mein
dhoop hai
koi chaav nahi hai
jahaan tasalee bheek mein dede koi kisi ko
iss raaste mein
aisa koi ghaav nahi hain
yeh unn logo ka raasta hai
jo khudh apne tak jaate hain
apno se naaz -e-karam paate hain
tum iss raaste par hi chalna
Mujhe patha hai
yeh raasta aasaan nahi hain
lekin mujhe yeh garv bhi hain
tumko apni pehchaan tho hain
tumko apni pehchaan tho hain..
Iss pehchaan ko bekaraar rakna..
khuda hafiz...
yeh jo jeevan ki kashti hai..ek raasta nahi...
dho raah hai..
Pahla raasta bahoot hi aasan hai
issme koi modh nahi hai
ye raasta
iss duniya se bejodh nahi hai
iss raaste par milte hai
reetho ke aangan
iss raaste par milte hai
rishto ke bandhan
iss raaste par chalnewale
kahne ko sabh kuch paate hain
lekin
tukde tukde hokar
sab rishto mein bannt jathe hain
apne palle kuch nahi bachta
bachti hai
benaam si uljhaan
bachta hai
sanso ka eindhan
jisme unki apni har pahchaan
aur unke saare sapne
jal bhujte hain
iss raaste par chalnewale
khudh ko khokar jagh paate hain
upar upar tho jeete hain
andhar andhar mar jaate hain
Doosra Raasta
bahoot hi katin aur dumthod hai
iss raaste mein
koi kisi ke saat nahi hai
koi sahara dene wala haath nahi hain
iss raaste mein
dhoop hai
koi chaav nahi hai
jahaan tasalee bheek mein dede koi kisi ko
iss raaste mein
aisa koi ghaav nahi hain
yeh unn logo ka raasta hai
jo khudh apne tak jaate hain
apno se naaz -e-karam paate hain
tum iss raaste par hi chalna
Mujhe patha hai
yeh raasta aasaan nahi hain
lekin mujhe yeh garv bhi hain
tumko apni pehchaan tho hain
tumko apni pehchaan tho hain..
Iss pehchaan ko bekaraar rakna..
khuda hafiz...
No comments:
Post a Comment