Friday, June 10, 2011

Courage of Love

This article is an interpretation of 'courage" and 'love" ,a potent combination for illustration

People who are afraid are the people who are capable of tremendous love

Fear is a negative aspect of love.If love is not allowed to flow,it becomes fear.If love is allowed to flow ,fear disappears. Thats why only in the moments of love there is no fear...

If you love a person ,suddenly fear disappears.Lovers are the only people who are fearless;even death creates no problem.Only lovers die in tremendous silence and fearlessness...

But it always happens that the more you love,the more you feel fear. Thats why women feel more fear than men,because they have more potentiality for love...

In this world there are very few possibilities to actualise your love,so it remains hanging around you.And if any potentiality remains hanging,it turns to its opposite...

It can become jealousy;that too is part of fear. It can become possessiveness;that too can be part of fear.It can even become hatred;that too is part of fear

So be more and more loving...

Sd/-
Roohul Haq

Ishq-in Hindi (Poetry)

Let me give some inpetus to this universal language called ISHQ

Ishq ki paribhasha hai aadbuth;
Dil ki dadkhan aur aawaz hai ye...
Ishq mein chala musafir;
aapno mein bannt gaya hai ye...

Ishq se naata hai purana , sadiyo se;
Dheemak ki tarah rahthi mann ke ghoslo mein;
kabhi pyaar ,kabhi takraar hoti ismme;
kushti karti dil ke jaal mein;

Ishq hi duniya ki reet;
pyar hoti hai nibaane meeth,
Aaj hum tum musafir ki tarah naa mile;
Ishq hai sulagthi aag manpreet;

Ishq ke darwaaze par hoti aagamann;
kushiyo aur phawaaro kaa;
de dalo zindagi ki saari tamanaaye;
Ye Ishq hai dildaaro kaa;

Ishq hi banaati aur thodthi duniya;
Isse perheez aisa kyun?
Ishq mein jaane kitne sulagte meethaas;
Ras peene se parheez kyun?

Ishq hi ibaadat ;Ishq hi khuda;
Ishq mein sau saal kurbaan;
Iss meeti churi se vanchit raho tho;
karo vanwaas aparampaar !!

ISHQ ZINDABAD !!

Saturday, June 4, 2011

Kaagaz --in Hindi (Poetry)

This poem originated from an idea that stuck to my mind for a long time.
I have been writing short stories on my diary for the past 6 years.
The stories are written on paper with blue/black ink.
Suddenly this stuck as an antidote for this poem...



Iss kaagaz mein kya likha hai ?
wahi tadapthi aatma ki kahani;
Iss kaagaz mein kya likha hai ?
wahi katraathi shareer ki jawaani;

kaagaz ki kahani tho suno;
issme baste logo ki aatmakathaye;
issme rahti aaksharo ke favaare;
jodthi aur thodti manush ke jeevankatha;
dil ko machlathi kavithao ki bhowchaar;

kaagaz laathi pyaar ki paribhasha;
usme rahti bacho ki masumiyaat;
kaagaz ki rahti aapni aakarshan;
kaagaz hi laathi aparampar fasaade;

kaagaz mein hai vo kalam ki tahraav;
kaagaz naapthi dilfenk aatish baazi;
ussme milti tahaako ki aasaar;

Jo likhta kagaaz ki panno par;
usska rahta duniya mein mahhtva aparampar ;
kagaaz hi mann ko baati aajeevan;
insaaniyat aur mazhab ka baandhe daman !!

Kaagaz !! ye kaagaz beshumaar !!

Awaaz---Hindi (poetry)

This is a small amalgamation of my thoughts in the form of hindi poetry.Hope you like it

Aaj ki awaaz ko parkho duniyawalo;
iss awaaz mein itna sanaata kyun ?
pal pal beeththi zindagi ki rah mein;
sanaata bhi aapna damm todh gaya kyun ?

Kidhki se jhanko tho ye mandrati awaaz;
sadko pe ye tartharati gadiyon ki awaaz;
mann mein palti aashankao ki awaaz;
jeevan ki kashti ki ye sadthi awaaz;

iss awaaz ko kuch bal tho dho;
awaaz ko abh chalne tho dho;
aandhi aur toofan se khuchali awaaz;
aapni aagosh mein bharne tho dho;

kab tak rok saka hai manush dilfenk awaaz;
aachaiyo se paree machlthi kyu?
chal musafir lekar ye awaaz;
laut kar phir aati hai maun kyu ?

Har awaaz ki paribhasha nai;
awaaz hi awaaz ko jaane kyu?
bandh hoto pe awaaz kaha rahti ;
Awaaz ki pahchaan karaye kaun ?